Iss dard ki koi dawa nahin .....

Na shakal dekhi thi na surat
Bas bha gayi thi woh mann ko
Naam toh diya tha Sara, Magar pukaar na payi zara.

Kamal si khili aur lubha gayi
Din biti hi thi ki diya bujh gayi
Naam toh diya tha Sara, Magar pukaar na payi zara.

Meri kok main na pali
Par Beti thi woh meri
Naam toh rakha tha Sara, lekhin pukaar na payi zara.

Ye dard na mile kisiko
Dena hai to do ya na do kisiko....
Beti thi woh meri
duniya na dekh saki
Pukara tha jise Sara, na dekh na le saki zara.

God Bless My Daughter !
RIP ....
I am broken :(

Comments

  1. u couldnt have explained ur feelings better soma. somewhere i feel deep within that sara will return.
    may her soul rest in piece :(

    ReplyDelete

Post a Comment

Popular Posts