Reth bhi kam padne laga hai ...
Kyun dikhata hai Ishwar raasta ,
Jiski daastan hi hai adha.
Dosti nibhate nibhate,
Kar deta hai mujhe unki adatein .
Gehri jab hoti hai rishtein ,
Dubti rehti Hun main unmein.
Haste muskurake beeta te hain pal,
Par anzane main sab jata hai badal.
Dhoondi rehti Hun jab main unhein,
Milte hain sirf kanch ke kuch tukde,
Ya Khuda na ban itna bedardi,
Mushkil hoti hai jeena zindagi.
Har dard main daali himmat,
Par jab khatam hoti hai Reth,
Kahan payungi main zannat !
Comments
Post a Comment